|
Main apni thrak se majboor ek sala kamina tharki ladka, jo hamesha ladkiyon aur aurton per apni ek painee nazar rakhta hai. Mauka
mile to unhe kabhi nahi chodta,
lekin kisi ke dil ke saath bhi nahi khelta, aur unke dil ko thes nahi pahauchta.
Aise hi ek baar main apne dost ke ghar gaya. Hum dono shaam ko uski chhat per baite bateein kar rahe the. Shaam ko kareeb 6-7 baje uske ghar ke saamne ek ladki chhat per aaye, uske aate hi mera muh khula ka khula reh gaya. Wo ladki nahi sach mein koi kayamat thi. Wo kareeb 21-22 saal ki bahaut hi khoobsurat nav yuvti thi. Aur usne us din kala nekar aur gulaabi t-shirt pehan rakhi thi. ![]() Agle din shaam ko main phir apne dost ke ghar pahauch gaya, aur hum dono chhat per gappe maarne lage. Wo ladki phir usi samay chhat per aayee, aaj wo aur jyada kayamat dhaa rahi thi. Wo kareeb 5'2" lambi, gori, uski patli kamar, lambe baal, gori chikni taange, gol aakaar ke mote stan aur bahar nikle hue mote kulhe uski khubsurti mein chaar chand laga rahe the. Dekhne mein wo maal laga rahi thi, aur use dekhkar meri laar tapak rahi thi, meri lalsa use paane ki ho rahi thi. Main usse baat karna chahta tha, lekin dil mein chori, mera thurkipan mujhe uske saamne khada karne se rok rahe the. Jab usne meri aur koi dhyan nahi diya to, meine kuch is terah se ishara karne ki koshish ki ki, wo meri aur dekhe, lekin mere ishaare ashleel nahi the. Main usse kuch kehna chahta tha. Lekin use shayad in sab batoon se koi faraq nahi pada. Isi terah waqt beet-ta gaya aur na jaane wo, kab wapas chali gayee pata hi nahi chala. Us nav youvti ko dost ki chhat se dekna aur mahine tak roj dost ke ghar jana phir us ladki ko nihaarna accha lagta tha. Bachpan ki wo yaden, jinhe hum dost ke siway kisi aur se share nahi kar sakte.
|